Ramayana Box Office Collection: Ranbir Kapoor ki Film Ne 5 Din Mein Worldwide Kamaye....!Box Office Par Machaya Dhamaka!
Ramayana Box Office Collection: Ranbir Kapoor ki Film Ne 5 Din Mein Worldwide Kamaye ....! Crore, Box Office Par Machaya Dhamaka! Mumbai: Bollywood superstar Ranbir Kapoor ki much-awaited mythological film Ramayana: Part One box office par zabardast performance kar rahi hai. Film mein Ranbir Kapoor Bhagwan Shri Ram ke kirdar mein nazar aa rahe hain. Release ke sirf 5 din ke andar movie ne worldwide ₹663.90 crore ka gross collection kar liya hai. 5 Din Ka Box Office Collection Trade reports ke mutabik, film ne India mein ₹346.35 crore net collection kiya hai, jabki India gross collection ₹413.90 crore tak pahunch gaya hai. Worldwide collection ki baat karein toh film ne overseas markets se ₹250 crore gross kamaye hain. Iske saath hi worldwide total collection ₹663.90 crore ho gaya hai. Day-Wise Collection - Day 1: ₹64.85 Crore - Day 2: ₹48.05 Crore - Day 3: ₹69.80 Crore - Day 4: ₹56.15 Crore - Day 5: ₹107.50 Crore Film ke liye Day 5 sabse khaas raha, jab Monday ko ₹107.50 crore ka ...